Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAap Ki Parchhaiyan (1964)
HomeAap Ki Parchhaiyan (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar mujh se muhabbat hai mujhe sab apne ghum de do in aankhon ka har ik aansoo mujhe meri kasam de do agar mujh se muhabbat hai tumhaare ghum ko apnaa ghum banaa loon to qaraar aaye tumhaara dard seene mein chhuppa loon to qaraar aaye wo har shai jo tumhen dukh de mujhe mere sanam de do agar mujh se muhabbat hai sharike zindagi ko kyun sharike ghum nahin karte dukhon ko baant kar kyun in dukhon ko kam nahin karte tadap is dil ki thodi si mujhe mere sanam de do agar mujh se muhabbat hai in aankhon mein na ab mujhko kabhi aansoo nazar aaye sadaa hasti rahen aankhen sadaa ye hont muskaayen mujhe apni sabhi aahein sabhi dardo alam de do agar mujh se muhabbat hai mujhe sab apne ghum de do in aankhon ka har ik aansoo mujhe meri kasam de do agar mujh se muhabbat hai
jab tak ke hai aakash pe chand aur sitaare bhagwaan salamat rahe maa baap humare maa baap ka dil hai kisi tirath se bhi pyaara hoooooo oooo ooo ooo ooo hans hans ke uthate hain wo dukh dard humara phir kyun naa har ik saans dua ban ke pukaare kehte hain ke maa baap ka dil jisne dukhaya aakaash pe bhagwaan ko bhi usne rulaaya kehte hain ke maa baap ka dil jisne dukhaya aakaash pe bhagwaan ko bhi usne rulaaya duniyaa ki har ek cheez se maa baap hain pyaare jab tak ke hai aakash pe chand aur sitaare bhagwaan salamat rahe maa baap humare
kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya waale ho duniya waale ho duniya waale hooo duniya waale ho duniya waale jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi humaara kya hai marenge duniya waale hooo duniya waale ho duniya waale hoooo duniya waale ho duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho teri shokh adayen kya kehne ho aaja pehna doon pyaar ke gehne teri shokh adayen kya kehne ho aaja pehna doon pyaar ke gehne tere pyaar ke gehne maine pehne to jaane mujhe kya kya kahenge duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho leja aankhen gulaabi gulaabi aise ghoor na jaise ke sharaabi leja aankhen gulaabi gulaabi ho aise ghoor na jaise ke sharaabi ye ji aankhon ke jab maikhaane khule hain phir to aa ke piyenge duniya waale jo karna hai woh kar
main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein chhaa rahi thi teri mehki hui zulfon ki ghata teri aankhon ne teri aankhon ne pilaadi to main peeta hi gaya tauba tauba tauba tauba tauba tauba wo nasha hai ke bataaoon kaise main nigaahein shokh nazren ye sharaarat se na baaz aayengi kabhi ruthengi kabhi ruthengi kabhi milke palat jaayengi tujh se nibh jaayegi nibh jaayegi tujh se nibh jaayegi main inse nibhaaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein
yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai tere dar pe aaya to bas aa gaya main na peechhe hatoonga zamaane ke darr se abhi aa raha hoon abhi kaise jaaon mila kya hai mujhko abhi tere dar se zara dekh loon main ye rukh ki bahaaren ye qad pyaara pyaara ye zulfon ke saaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai mohabbat mein teri agar maut aaye to wo maut kitni hasin maut hogi kisi roz main tera daaman pakad kar jo mar jaaon kya dil nashin maut hogi agar koi aisi ghadi aa rahi hai to meri dua hai wo jaldi se aaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Mujh Se Muhabbat Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:50 20119
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya Chaudhari
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 20119   

Jab Tak Ke Hai Aakash Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:12 12587
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:12   Song Number : 12587   

Kabhi Ithla Ke Chalte Aap Ki Parchhaiyan (1964) 04:45 14995
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Supriya Choudhary
Duration : 04:45   Song Number : 14995   

Main Nigaahein Tere Chehre Se Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:18 20861
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:18   Song Number : 20861   

Yehi Hai Tamanna Aap Ki Parchhaiyan (1964) 04:00 21427
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Yaman
Duration : 04:00   Song Number : 21427